Parchhain – Dub Jaaye Jo Kisamat Kaa Tara Song Lyrics

Parchhain is a 1952 film directed by V. Shantaram, and produced by Rajkamal kalamandir. The film based on family drama starred Rajaram Vankudre Shantaram, Sandhya, Jayashree, Wasti, Sraoj Khan, Nimbalkar and Lalit Pawar.

Album: Parchhain

Song: Dub Jaaye Jo Kisamat Kaa Tara


Lyrics

Dub jaaye….
Dub jaaye jo kisamat kaa tara, (koyee hota nahee phir sahaara -2)
Dub jaaye….

O.. o o.. chaand suraj ho roshan hame kya
O.. o o.. koyee khila ho gulshan hame kya
Iss tarah hai jivan hamaara, koyee hota nahee phir sahaara
Dub jaaye……

Aisa ulaja hai kaanto me daaman
Apanee parchhaayee hai apanee dushman
Lakh tufaan hai -2 aur ek bechaara
Koyee hota nahee phir sahaara
Dub jaaye……

O o.. reh gayee aarju najar me
O o.. kab phansee apanee naiya bhanwar me
Jab najar aa raha tha kinaara
Koyee hota nahee phir sahaara
Dub jaaye……