Parineeta – Raat Hamaaree To Chand Ki Saheli Hai Song Lyrics

Parineeta is a 2005 film based on Sarat Chandra Chattopadhyay’s novel by the same name. It is produced by Vidhu Vinod Chopra, and directed by debutant Pradeep Sarkar. It starred Vidya Balan, Sanjay Dutt, and Saif Ali Khan in lead roles. Raima Sen, and Sabyasachi Chakravarthy are in supporting role. The film’s story is set in erstwhile Calcutta of 1962 and is a love story.

Album: Parineeta

Song: Raat Hamaaree To Chand Ki Saheli Hai


Lyrics

Ratiya kaaree kaaree ratiya, ratiya andhiyaaree ratiya
Raat hamaaree toh, chaand kee sahelee hain
Kitne dino ke baad, aayee woh akelee hain
Chuppee kee birah hain, jhingur kaa baje saath

Raat hamaaree toh, chaand kee sahelee hain
Kitne dino ke baad, aayee woh akelee hain
Samjho kee baatee bhee koyee bujha de aaj
Andhere se jee bhar ke karnee hain baate aaj
Andhera rutha hain, andhera baitha hain
Gumsum sa kone mai baitha hain
Raat hamaaree toh, chaand kee sahelee hain
Kitne dino ke baad, aayee woh akelee hain
Samjho kee baatee bhee koyee bujha de aaj
Andhere se jee bhar ke karnee hain baate aaj

(Andhera paagal hain, kitna ghanera hain
Chubhta hain dasta hain, phir bhee woh meraa hain) – (2)
Usakee hee godee mai, sir rakhake sona hain
Usakee hee baaho me, chupake se rona hain
Aankho se kaajal ban behta andhera aaj
Raat hamaaree toh chaand kee sahelee hain
Kitne dino ke baad aayee woh akelee hain
Samjho kee batee bhee koyee bujha de aaj
Andhere se jee bhar ke karnee hain baate aaj
Andhera rutha hain, andhera baitha hain
Gumsum sa, kone me baitha hain