Patanga (1971) – Jhum Ke Ga Yu Aaj Mere Dil Song Lyrics

Patanga is directed by Kedar Kapoor and written by Vinod Kumar. Shashi Kapoor, Vimi, Ajit, Sajjan, Laxmi Chaya, Jagdish Raj, Geeta and Amina Bai starred in this 1971 released film. A wealthy man, in order to reward his servant for years of loyal serving, he treats his son as his younger brother and takes to admit him in reputed college in Dehradun. However, a rift starts shaping in their relationship when they both start loving the same girl.

Album: Patanga (1971)

Song: Jhum Ke Ga Yu Aaj Mere Dil


Lyrics

(Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye) – (2)
Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye

Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil

(Parda uthake husn ki jidd hai
Parda girade ishq ki jidd hai) – (2)
Dil hai hamara aisa diya jo
Jal bhi na paye bujh bhi na paye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil

(Hasti mitade khud ko bhula de
Apna sabina aap duba de) – (2)
Dhundh kinara wo ke jaha par
Chain to aaye hosh na aaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye
Jhum ke ga yu aaj mere dil

(Hoth pe nagma aankh me pani
Ek hakikat ek kahani) – (2)
Khushi ka daman gum ka dafan hai
Dono barabar nind jo aaye
(Jhum ke ga yu mere dil
Raat to gujre subah na aaye
Jaise koi bachpan ki kahani
Yaad bhi ho or bhul bhi jaye) – (2)
Jhum ke ga yu aaj mere dil