Patita (1980) – Dil Dhak Dhak Karne Laga Mai Dil Se Song Lyrics

Patita is the story of a young woman who is forced into prostitution after the death of her parents. Her school going brother also dies in an accident. A college student later falls in love with her and wins her heart. Amidst all family pressure and social obligations, the student marries her and restores her dignity.

Album: Patita (1980)

Song: Dil Dhak Dhak Karne Laga Mai Dil Se


Lyrics

Dhak dhak dhak dhak – 4
(Dil dhak dhak karne laga
Mai dil se darne laga) – (2)
Aisa lagta hai mai kisi pe marne laga
Dil dhak dhak karne laga
Mai dil se darne laga

Mai pucha karta hu is dil diwane se – 2
Wo khud aaye to kya ho jiski yad aane se
Aayi koi khusbu koi jadu chalne laga
Aisa lagta hai mai kisi pe marne laga
Dil dhak dhak karne laga
Mai dil se darne laga

Taswire dekhi hai kitni bazaro me – 2
Tum jaise hai hazaro wo hai ek hazaro me
Dekhi to nigahe mai aahe bharne laga
Aisa lagta hai mai kisi pe marne laga
Dil dhak dhak karne laga
Mai dil se darne laga

Socha tha khelunga mai ek khilone se – 2
Ab kaise roku dil ko uska aashik hone se
Mai to dillagi me dil ka soda karne laga
Aisa lagta hai mai kisi pe marne laga
Dil dhak dhak karne laga
Mai dil se darne laga
Aisa lagta hai mai kisi pe marne laga