PM Narendra Modi – Ishwar Allah Song Lyrics

Singer : Suvarna Tiwari
Music by : Hitesh Modak
Female : Ishwar allah

Ishwar allah
Female : Bewajah hai fizaa mein

Rask yahan hai

Roota hai chupke kyun

Sach bejubaan hai
Female : Teri nazar mein

Ek sabhi dil

Ishwar allah tere jahaan mein

Nafrat kyun hai

Jung hai kyun
Female : Tera dil toh itna bada hai

Insaan ka dil tang hai kyun

Allah..
Female : Kadam kadam par

Sarhad kyun hai

Saari jameen jo teri hai

Suraj ki fere karti hai

Phir kyun it ni andheri hai

Is duniya ke daaman par

Insaan ke lahoo ka rang hai kyun
Female : Gunj rahi hai kitni cheenkhein

Pyar ki batein kaun sune

Tutt rahe hai kitne sapne

Inuke tukde kaun chune

Dil ke darwajo par taale

Taalo par ye jung hai kyun
Female : Ishwar allah..

Ishwar allah..