Pyar Ke Side Effects – Tauba Main Pyar Karke Song Lyrics

Singers : Bob, Labh Janjua and Suzanne D’Mello
Music by : Pritam Chakraborty
Male : {Ye just move it

Everybody in the party

Just move it

If u feeling the spark

Just hands up

If u wanna get down

Throw your hands up

One charm let me see u} (2)
Female : {We can play a ride

By now this time

You can be my man

And i will be ur wife} (2)
Male : Tauba mein pyaar karke

Tauba mein pyaar karke pachtaya

Tauba mein pyaar karke

Tauba mein pyaar karke pachtaya
Male : Maine socha ek akela

Main rahoonga kitna re

Dil kabutar ud gaya mera

Dekh ke chehra chikna ve

Phitte muan phitte muan

Phitte muan dil ne bura fasvaya

Tauba mein pyaar karke
Male : Tauba mein pyaar karke pachtaya

Tauba mein main pyaar karke

Tauba mein main pyaar karke pachtaya

Tauba main pyaar karke

Tauba main pyaar karke pachtaya
Male : Sher sa tanke tha jeeta

Yaar mere mainnu kainde cheeta

Sher sa tanke tha jeeta

Yaar mere mainnu kainde cheeta

O toh supankha lagdi hai

Jo kadi lagdi si sita
Male : Apne ghar mein kaid hua toh

Ye samajh mein aaya re

Main jise bulbul samjhaa

Wo hai saiyaad ka saaya

Ke zinda koi nai bach paaya
Male : Tauba mein pyaar karke

Tauba mein pyaar karke pachtaya

Tauba mein main pyar karke

Tauba mein main pyaar karke pachtaya
Female : Uah aah baby be my man

Uah aah love me the way u can

Uah aah baby be my man

Uah aah love me the way u can
Male : Rapping…………
Male : Dil da kamra jad si tha khali

Ros goanda reha kawali

Dil da kamra jad si tha khali

Ros goanda reha kawali

Ek haath se hi bajti thi

Kitne taal mein meri taali

Ab gali sunti hain saari

Shor aisa aaya hain

Usne ghar wich aake mera

Aisa band bajaaya

Ki mujhpe hasta hain mera saaya
Male : Tauba mein pyaar karke

Tauba mein pyaar karke pachtaya

Tauba mein pyaar karke

Tauba mein pyaar karke pachtaya

Tauba mein pyaar karke

Tauba mein pyaar karke pachtaya