Raaste Pyar Ke (1982) – Kisi Ne Prem Ka Amrit Chaakha Song Lyrics

Raste Pyar Ke is family drama released in February 1982. It was produced and directed by V. B. Rajendra Prasad, who is well-known in the South film industry. Since Jeetandra had enjoyed a good rapport with directors from the south, he was the obvious choice for the movie. To play his heroines, the director cast Rekha and Shabana Azmi. Other characters included Shreeram Lagoo and Utpal Dutta.

Album: Raaste Pyar Ke (1982)

Song: Kisi Ne Prem Ka Amrit Chaakha


Lyrics

Kisi ne prem ka amrit chaakha, kisi ne vish ka pyaala
Gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala
Gore se ho gaya kaala – (2)
Gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala
Gore se ho gaya kaala

Teri nainon mein hai bhakti kewal prem mein hai yeh shakti – (2)
Woh teri maala ka moti woh teri dipak ki jyoti – (2)
Raadha dhul piya charnan ki, rukmini gale ki maala
Gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala
Gore se ho gaya kaala

Rukmini bas mehalo ki raani – (2)
Raadha krishan ki prem kahaani
Mere paas hai sirf kahaani, tere paas hai sach deewaani – (2)
Sab ko geet sunaaye tumase preet kare matwaara
Gokul ki galiyon ka gwaala, natkhat bada nandlaala
Gore se ho gaya kaala

Main usaki haqdaar nahi – (2)
Main puja hoon pyaar nahi
Haar hi jeet se sundar hai, puja preet se sundar hai
Raadha krishn ki hai jodi, isame shanka hai thodi – (2)
Woh tera bhagwaan hai, yeh tera balidaan hai
Woh tera hai, woh tera hai, woh tera hai….