Raat Aur Din – Raat Aur Din Diya Jale Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 1967 and was directed by Mr Satyen Bose. The star cast for the film is inclusive of Nargis who won the Best Actress National Award for her performance in the film along with Pradeep Kumar, Feroz Khan, Leela Mishra, K.N Singh, Harindranath Chattopadhyay, Anoop Kumar and Anwar Hussain in pivotal roles. The music composition for the film is done by Shankar Jaikishen and the lyrics are penned by Shailendra and Hasrat Jaipuri.

Album: Raat Aur Din

Song: Raat Aur Din Diya Jale


Lyrics

Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai – (2)
Jane kaha hai wo sathi, tu jo mile jivan ujiyara hai,
Raat aur din……

Pag pag man mera thokar khaye, chand suraj bhi raah na dikhaye – (2)
Aisa ujyala koi man me samaye, jisase piya ka darshan mil jaye,
Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai,
Jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai,
Raat aur din……

Gehara ye bhed koi muzako bataye, kisane kiya hai muzper annyay – (2)
Jisaka ho dikh o sukh nahi paye, joat diye ki tuze ghar ko sajay,
Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai – (2)
Jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai,
Raat aur din……

Khud nahi janu dhunde kisako najar, kon disha hai meri man ki dagar – (2)
Itana ajab ye dil ka safar, nadiyan me aaye jaye jaise lehar,
Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai – (2)
Jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai,
Raat aur din……