Raavan (2010) – Kata Kata Bechaara Bakara Song Lyrics

Raavan hit the multi-screen in 2010 with lots of expectations given its star casts and highly-acclaimed director, Manni Ratnam. Much part of the movie was filmed in the forest of Sri Lanka. However, the film failed miserably due to its poor editing, and Mani Ratam had to face criticism from the movie fraternity. Though the Hindi version failed to draw audiences to the theatre, the Tamil version became a hit offering some solace to the director. Abishek Bachchan, Aiswarya Rai, Govind and Chiyan Vikram acted in the film.

Album: Raavan (2010)

Song: Kata Kata Bechaara Bakara


Lyrics

Kata kata bechaara bakara, kata kata bechaara
Mana mana le khair maanale, aakhari raat kuwaara
Dhik dhik thaak dhin, jaaye na joru bin
Joru abhi kamsin, kanya ko bulaao
Dulhe miya dulhe miya dand vand pelo
Dulhe miya chhodo joru jhaarkhand le lo
Gaya gaya ek aur gaya re gaya gaya bechaara
Mana mana le khair maanale, aakhari raat kuwaara

Ai hawa pe chalati hai yeh chhori, paro se bhi halaki hai re
Dahi se bhi khatti hai suna hai, dahi bhi woh kal ki hai re
Gaya gaya ek aur gaya re gaya gaya bechaara

Dhik dhik thak dhin jaaye na be joru bin
Joru abhi kamsin, kanya ko bulaao
Dulhe miya dulhe miya dand vand pelo
Dulhe miya chhodo joru jhaarkhand le lo

Ho ra…. ha….
Rang thaaro kaashani uthe rang chadhaave na
Tu na kaalo na tu kaaga, kankar maare kaun abhaaga
Une koyi daraave na…
Gaya gaya ek aur gaya re gaya gaya bechaara
Mana mana le khair maanale, aakhari raat kuwaara

Woh na gori na anguri bohaari lagaaiyo na
Jijo kyun banaave chaakar, jiji ganga bhari si gaaghar
Unke ke raani banaiyo haan…
Kata kata bechaara bakara, kata kata bechaara
Mana mana le khair maanale, aakhari raat kuwaara

Chhoto koyi devar hoye toh, chhaati laagiye
Aur saas sasur ke aadar kije paay laagiye
Ae jeth jethaani samjhaave toh maathe raakhijo re
Aur nand sakhi saheli jaisi saath raakhije re
O chhori sun saath raakhije re….
Ho ra….
Dhik dhik thaak dhin, jaaye na joru bin
Joru abhi kamsin, kanya ko bulaao
Dulhe miya dulhe miya dand vand pelo
Dulhe miya chhodo joru jhaarkhand le lo

Ai hawa pe chalati hai yeh chhori, paro se bhi halaki hai re
Dahi se bhi khatti hai suna hai, dahi bhi woh kal ki hai re
Gaya gaya ek aur gaya re gaya gaya bechaara
Mana mana le khair maanale, aakhari raat kuwaara
Dhik dhik thaak dhin, jaaye na joru bin
Joru abhi kamsin, kanya ko bulaao
Badi beere badi beere shaadi jaldi karna
Dulhe miya dulhe miya, godhi jaldi bharna
Gaya gaya ek aur gaya re gaya gaya bechaara
Mana mana le khair maanale, aakhari raat kuwaara

Yeh gaya re gaya ek aur gaya
Gaya gaya gaya gaya bechaara
Ek aur ek aur ek aur gaya bechaara
Ek aur gaya, ek aur gaya, ek aur gaya bechaara
Dhin tanak dhin…
Dhol nagaade bajaake le gaya, dhun suna shahnaai
Rey dhole baja ke
Ek aur gaya ek aur gaya ek aur gaya becharaa – (2)
Gaya gaya gaya