Radha Ka Sangam (1992) – Banna Mera Aaya Hariyaala Banna Aaya Re Song Lyrics

Radha Ka Sangam is a movie from Sri Nirmala Devi Productions, which is a home production company of the brother duo Govinda and Kirti Kumar. Apart from producing and directing the film, Kirti Kumar also acted in it. The film’s plot was based on a re-incarnation theme. It came to the theatre in July 1992 with Juhi Chawla as Radha. Before casting Juhi Chawla, Kirti Kumar signed Divya Bharti for the role. However, after a month of shooting the film, she was dropped and replaced.

Album: Radha Ka Sangam (1992)

Song: Banna Mera Aaya Hariyaala Banna Aaya Re


Lyrics

Banna mera aaya hariyaala banna aaya re
Banna mera aaya hariyaala banna aaya
Rang?? woh chane ke khet mein – (2)
Naina ladaaye chane ke khet mein
Le le tumhaari kalaayi kalaayi
Banna mera aaya hariyaala banna aaya re – (4)
Koyi aaye toh sahi… pyaar ki duniya lekar
Haay raam kasam main mar jaau
Koyi aaye toh sahi pyaar ki duniya lekar
Haay raam kasam main mar jaau
Koyi aaye toh sahi
(Lo aa gaye hain kya hai iraada
Ghabraan kaisa sang chalo raadha) – (2)
Lo aa gaye hain

(Koyal kaali baadal kaale kaanha ka mann bhi kaala
Main to bijuriya hoon baadal banu kyun
Tan kyun karu apana kaala) – (2)
Sun nandlaala sun nandlaala sun nandlaala sun nandlaala
Hamane tumhe pasand kiya kya bura kiya haay kya bura kiya – (2)
Aankhon mein apani band kiya kya bura kiya haay kya bura kiya
Patthar ke dil mein daal di ulfat ki dhadkane – (2)
Patthar ko dardmand kiya kya bura kiya haay kya bura kiya
Hamane tumhe pasand kiya kya bura kiya haay kya bura kiya
Pipal ke patava pe likh de dil ki baat o o o o
Pipal ke patava pe likh de dil ki baat
Aayi hai hawaaye leke piya ji ke paas

Pipal ke patava pe likh de dil ki baat
Aayi hai hawaaye leke piya ji ke paas
Pipal ke patava pe o jo o
(Pyaara sandesa mujhe mil toh gaya
Sehare ka phul mere khil toh gaya hai) – (2)
Itana bata de aau milane kahaan par
Ya iss jameen par ya aasmaan par – (2)
(Saaware ai jaiyo -3 jamuna kinaare mero gaanv, mero gaanv) – (2)
Saaware ai jaiyo -3 ai jaiyo, ai jaiyo
Dil ka shaara tera pyaar, tera pyaar, tera pyaar hai
Mujhako gawaara intjaar intjaar intjaar hai
Dil ka shaara tera pyaar, tera pyaar, tera pyaar hai

(Kuchh log duniya naseeb leke aate hai
Baaki bas aate hai aur yuun hi chale jaate hai) – (2)
Jaane kab aate hai aur jaane kab jaate hai
Chand log duniya mein naseeb lek aate hai
Baaki bas aate hai aur yuun hi chale jaate hai
Aa aa aa… (mar ke bhi laut aayenge hum yaar ke liye -2)
Ek janam o o o…ek janam kam hai sanam pyaar ke liye
Mar ke bhi laut aayenge hum yaar ke liye – (2)

(Is paar nahi toh phir uss paar milenge hum
Sau baar bichhad ke bhi ik baar milenge hum) – (2)