Raghav Sahcar – Charming Lootera – Baahon Mein Tu Aaja Song Lyrics

Album: Raghav Sahcar – Charming Lootera

Song: Baahon Mein Tu Aaja


Lyrics

Ga raha hai aasmaan, jhumata hai yeh jahaan
Dhundata main phir raha, meri jaan tu kahaan……

(Ga raha hai aasmaan, jhumata hai yeh jahaan
Dhundata main phir raha, meri jaan tu kahaan
Yeh pehale bhi kabhi mujhe lagata tha yahin
Meri aankhon mein tera nasha
Baahon mein tu aaja dil mein sama ja
Pyaas yeh bujha ja jaaneja
Aankhon mein surur hai, mera kya kasur hai
Kaisi dil ko deti hai saja) – (2)
Baahon mein tu aaja dil mein sama ja
Pyaas yeh bujha ja jaaneja
Aankhon mein surur hai, mera kya kasur hai
Kaisi dil ko deti hai saja

(Baahon mein tu aaja dil mein sama ja
Pyaas yeh bujha ja jaaneja
Aankhon mein surur hai, mera kya kasur hai
Kaisi dil ko deti hai saja) – (2)