Raghav Sahcar – Charming Lootera – Jaanu Nahi Jaana Kahaan Song Lyrics

Album: Raghav Sahcar – Charming Lootera

Song: Jaanu Nahi Jaana Kahaan


Lyrics

Jaanu nahi jaana kahaan, main hoon deewaana yahaan
Jaise tu hai paas mere aur main hoon paas tere
Jaane kahaan ik pal mein ban gaya afsaana
Jaanu nahi jaana kahaan, main hoon parwaana yahaan
Jaanu nahi jaana kahaan, main hoon deewaana yahaan
Dekho in aankhon mein pyaar hai
Dekho in baahon mein intjaar hai
Jisako nahi pukaara use milana ho dobaara
Jaane kahaan ho tum kaise hai tumako paana
Jaanu nahi jaana kahaan, main hoon parwaana yahaan
Jaanu nahi jaana kahaan, main hoon deewaana yahaan

Dekho aur na sataana kuchh toh keh do farmaana
Jahaan bhi jaana tum har pal mujhe hi paana
(Jaanu nahi jaana kahaan, main hoon parwaana yahaan
Jaanu nahi jaana kahaan, main hoon deewaana yahaan) – (3)