Raja Bhaiya – Kehta Hai Mera Jiya Haay Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 2003 and was directed by Mr Raman Kumar. The production was handled by Mr Maann Singh Deep and the star cast is inclusive of Aarti Chhabria and Govinda in the lead roles along with Satyendra Kapoor, Rakesh Bedi and Sadashiv Amrapurkar in supporting characters. The music composition for the film is done by duo Nadeem and Shravan.

Album: Raja Bhaiya

Song: Kehta Hai Mera Jiya Haay


Lyrics

Kehta hai mera jiya haay
Baahon mein bhar le piya
Kehta hai mera jiya haay
Baahon mein bhar le piya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya

Tan pe na haath laga mann mein na pyaas jaga
Are tan pe na haath laga mann mein na pyaas jaga
Bachpan se main hoon baal brahmachari
Chakkar chala kahin aur naari
Chakkar chala kahin aur naari

Main kya karoon mujhko itna bata de
Bedardi dilbar koi to dawa de
Haay main kya karoon mujhko itna bata de
Bedardi dilbar koi to dawa de
Are tere liye daaktar ko bulaoon
Woh jo kahe woh dawa le ke aaoon
Bada naa samajh hai mera saathiya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya

Andar tere pyaar ki gaagri aise na bhatkaa mujhe sundari
Andar tere pyaar ki gaagri aise na bhatkaa mujhe sundari
Yeh rog mera bada khaas hai iski dawa bas tere paas hai
O maan mera kehna o kanya kunwari
Chakkar chala kahin aur naari
Chakkar chala kahin aur naari

Kehta hai mera jiya haay
Baahon mein bhar le piya
Tune mere tan maan mein kya bhar diya
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya
Bachpan se main hoon baal brahmachari
Chakkar chala kahin aur naari
Pyaar ka yeh rog diya kya kar diya
Are chakkar chala kahin aur naari