Ram Aur Shyam (1967) – Main Hu Saaqi Tu Hai Sharabi Sharabi Song Lyrics

Ram Aur Shyam is the movie released in 1967 that inspired several directors in making movie based on double roles. The movie in turn was inspired by The Corsican Brothers in which two twins get separated soon after their birth, and grow up in different environment with opposite temperaments. Then, the fate have them to exchange their places and make the villain repay for his atrocities. Dilip Kumar played the double role, and Waheed Rahman and Mumtaz as the main female characters. Pran, as usual, is the bad guy in the film.

Album: Ram Aur Shyam (1967)

Song: Main Hu Saaqi Tu Hai Sharabi Sharabi


Lyrics

Main hu saaqi tu hai sharabi-sharabi – (2)
Tune aankho se pilayii woh nasha hai ke duhai
Har taraf dil ke chaman mein phul khile hain gulabi-gulabi
Main hu saaqi…

Ishq mein jina sambhal ke dil ka paimana na chhalake
Bahaki-bahaki teri najare kwaab dikhlaati hain kal ke – (2)
Teri mehfil mein o saaqi ham chale aaye nashe mein
Abb toh bas yeh hai tamanna umrr kat jaaye nashe mein – (2)
Ishq hai teri sawali – (2)
Husn hai mera jawabi-jawabi
Tu hai saaqi main hoon sharabi-sharabi

Main teri duniya mein aa ke rah gaya khud ko bhula ke
Kya ho anjaam na jaane hosh ulfat mein ganva ke – (2)
Bekhudi ke yeh taraane yu hi gaaye ja dewaane
Ishq rang laayega apana aa gaaye ab woh jamaane – (2)
Teri mastaani yeh baate
Aa aa…
Teri mastaani yeh baate dil pe laaye na karaabi-karaabi
Main hoon saaqi…