Raman Raghav 2.0 – Qatl-E-Aam (Unplugged) Song Lyrics

Qatl-E-Aam Lyrics (Unplugged): The song is from Anurag Kashyap’s next directorial venture Raman Raghav 2.0 starring Nawazuddin Siddiqui, Vicky Kaushal & Sobhita Dhulipala. Here is promotional music video featuring Sona Mohapatra. The song is sung by Sona and composed by her husband Ram Sampath while lyrics are penned by Varun Grover.


Hai ganimat dil yeh patthar
Ho chuka tamaam hai
Hai ganimat dil yeh patthar
Ho chuka tamaam haiAapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam haiChhod ke saari sharam ko
Shaam ki chaukhat pare
Chhod ke saari sharam ko
Shaam ki chaukhat pareAaiye aa jaaiye..
Yeh raat ik hamaam hai
Aaiye aa jaaiye..
Yeh raat ik hamaam haiAapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam haiHaan..
Sab sunaate hain ki humne
Haq hi kyun tumko diya.
Sab sunaate hain ki humne
Haq hi kyun tumko diya.Jaan-e-jaan khud hi bataaye
Jaan-e-jaan khud hi bataaye
Yeh koi ilzaam haiAapki aankhon mein warna,
Aaj qatl-e-aam hai.
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam haiHai sarafa dil ka
aur ye waqt bauni ka huaa
Hai sarafa dil ka
aur ye waqt bauni ka huaaLaakh ki cheez sahab kodiyon ke daam hai
Laakh ki cheez sahab kodiyon ke daam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankhon mein warna
Aaj qatl-e-aam hai


Singer: Sona Mohapatra

Lyricist: Varun Grover

Music: Ram Sampath