Ramratan – Yeh Hai Dance Bar Song Lyrics

Singer : Bappi Lahiri
Music by : Bappi Lahiri
Male : Beer sheer whiskey piyo

Luto maza shaan se jiyo

Hukka shukka shutta maaro

Masti hai mauka hai yaaro
Male : Bar.. bar

Yeh hai dance bar
Male : Aaj nashe mein kho jaane de

Hota hai jo ho jaane de

Raat hai yeh hamari

Badhne de bekarari
Male : Zindagi ki yeh masti

Loot le baari baari
Male : Bar.. bar

Yeh hai dance bar
Male : Love ka magic chal jaane de

Dil ki fire jal jaane de

Sur se sur hum milaaye

Jhum le naache gaaye
Male : Dance karte kadam yeh

Ab toh rukne naa paaye
Male : Bar.. bar

Yeh hai dance bar
Male : Beer sheer whiskey piyo

Luto maza farm mein jiyo

Hukka shukka shutta maaro

Masti hai mauka hai yaaro
Male : Night aaj ki saal barabar

Ghar ki murgi daal barabar

Shaani sandy ho ya julfi

Bahar ki ladki jaise kulfi
Male : Line maaro ladki patao

Baap ka paisa khub lutao
Male : Bar.. bar

Yeh hai dance bar