Rangeela – Yaaro Sun Lo Zara Song Lyrics

Singers : K. S. Chithra and Udit Narayan
Music by : A. R. Rahman
Chorus : …………….
Male : Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna

Jeena ho to appun ke jaise hi jeena
Male : Gaadi bangla nahin na sahi na sahi

Bank balance nahin na sahi na sahi

Tv video nahin na sahi na sahi

Suiting shirting nahin na sahi na sahi

Inki humko kyon ho fikar

Jee lo jaise mast kalandar
Female : Yaaron sun lo zara haan apna bi kehna

Jeena ho to appun ke jaise hi jeena
Female : Gaadi bangla agar ho to kya baat hai

Bank balance se rangeen din raat hai

Tv video agar hai to kya hai maza

Dressing hessing se kuchh aur thaath hai

Inki karlo kuchh to kadar

Yaaro thoda jaao sudhar
Male : Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna

Jeena ho to appun ke jaise hi jeena
Male : Humko dekho hum hain

Yaara apni marzi ke raaja
Female : Duniya bole to maza hai

Na kaho khud ko raaja
Male : Naam appun ka munna bhai

Hum kmarein vo jo dil mein samaaye

Arre dhanda kiya na kiya kya fikar

Kaun aaya gaya duniya mein kya khabar
Female : Is duniya se tum jo rahe bekhabar

Kabhi duniya tumhein na bhulaaye..ae….ae..
Male : Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna

Jeena ho to appun ke jaise hi jeena
Male : Gaadi bangla nahin na sahi na sahi

Bank balance nahin na sahi na sahi

Tv video nahin na sahi na sahi

Suiting shirting nahin na sahi na sahi
Female : Inki karlo kuchh to kadar

Yaaro thoda jaao sudhar
Male : Kal ka kya hai kisne dekha

Hum to aaj mein jeete hain
Female : Jinmein himmat hai nahin

Vo aisi baatein karte hain
Male : Iski to tum baat na karna

Humko dada sub kehte hain

Arre sheron ke jaisa hai apna jigar

Ooncha hi raha hai sada apna sar
Female : Sar se jyaada oonchi rahe ye nazar

Aasmaan bhi to sar ko jhukaye…ae…ae…
Female : Yaaron sun lo zara haan apna bi kehna

Jeena ho to appun ke jaise hi jeena

Gaadi bangla agar ho to kya baat hai

Bank balance se rangeen din raat hai

Tv video agar hai to kya hai maza

Dressing hessing se kuchh aur thaath hai
Male : Inki humko kyon ho fikar

Jee lo jaise mast kalandar
Male : Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna

Hey jeena ho to appun ke jaise hi jeena….