Rangoli (1961) – Chhoti Si Yeh Duniya (Male) Song Lyrics

Rangoli is a family-oriented film of the black-white era that hit the silver screen in 1962. Amar Kumar cast Kishore Kumar and Vaijayanti Mala for the main roles in the film. He roped in Shankar Jaikishan, who were at their peak, as the music director. The songs were written by Shailendra and Hasrat Jaipuri.

Album: Rangoli (1961)

Song: Chhoti Si Yeh Duniya (Male)


Lyrics

(Chhoti si yeh duniya pehchaane raatse hai
Tum kahin toh miloge, kabhi toh miloge
Toh puchhenge haal) – (2)
Chhoti si yeh duniya

Hum toh yeh samjhenge hamne ek patthar ko puja
Lekin tumako paane jaisa (nahi milega duja -2)
Chhoti si yeh duniya pehchaane raatse hai
Tum kahin toh miloge, kabhi toh miloge
Toh puchhenge haal, chhoti si yeh duniya

Sikha nahi hamaare dil ne pyaar mein dheeraj khona
Aag mein jalke bhi jo nikhare (hai wahin sachcha sona -2)
Chhoti si yeh duniya pehchaane raatse hain
Tum kahin toh miloge, kabhi toh miloge
Toh puchhenge haal, chhoti si yeh duniya

Dil ki daulat mat thukraao dekho pachhtaaoge
Aaj chale jaate ho jaise (laut ke bhi aaoge -2)
(Chhoti si yeh duniya pehchaane raatse hain
Tum kahin toh miloge, kabhi toh miloge
Toh puchhenge haal, chhoti si yeh duniya) – (2)