Rangoon – Alvida Song Lyrics

Alvida Lyrics from Rangoon: An immensely beautiful song, sung by Arijit Singh and composed by film director Vishal Bhardwaj while lyrics are written by Gulzar. It features Kangana Ranaut, Shahid Kapoor and Saif Ali Khan.


Alvida, alvida to nahi
Alvida, alvida to nahi
Jism se jaan juda to nahiAlvida, alvida toh nahi
Jism se jaan juda toh nahiRooh mein beh raha hai tu
Rooh mein beh raha hai tu
Aye, kahin tu Khuda toh nahin
Alvida, alvida toh nahin..Koi roshni si hai ya koi khushboo hai
Mere tan-badan mein hai kaun main ya tu haiJaaniya ve…
Ek chhota sa mera zindagi se gila hai
Aisa mukhtasar kyun dil ka silsila haiSach bata sab khala toh nahi
Jism se jaan juda toh nahiJaaniya ve…Jaaniya ve jaaniya ve
Jaaniya ve jaaniyaa…
Jaaniya ve jaaniyaa…Chal ek baar,
Chal ek baar uss paar chal ke dekhein
Woh jo door door hai noor mal ke dekheinJaniya ve…
Chal barf ke jab uss taraf niklenge
Sab chhod chhaad taaron ki aad mil lengeYoon kabhi koi jiya toh nahi
Jism se jaan juda toh nahiRooh mein beh raha hai tu
Rooh mein beh raha hai tu
Aye, kahin tu Khuda toh nahin…


Singer: Arijit Singh

Lyricist: Gulzar

Music: Vishal Bhardwaj