Rock On – Socha Hai Song Lyrics

Music By : Shankar-Ehsaan-Loy
Singers : Farhan Akhtar
Male : Aasmaan Hai Nila Kyun,

Paani Gila Gila Kyun

Gol Kyon Hai Jameen

Silk Mein Hai Narmi Kyun,

Aag Mein Hai Garmi Kyun

Do Aur Do Paanch Kyun Nahi

Ped Ho Gaye Kam Kyun,

Tin Hai Yeh Mausam Kyun

Chaand Do Kyun Nahi

Duniya Mein Hai Jung Kyun,

Behata Laal Rang Kyun

Sarhadein Hai Kyun Har Kahin
Male : Socha Hai, Yeh Tumne Kya Kabhi

Socha Hai, Ki Hai Yeh Kya Sabhi

Socha Hai, Socha Nahi Toh Socho Abhi
Male : Behati Kyun Hay Har Nadi,

Hoti Kya Hai Roshani

Barf Girati Hai Kyun

Dost Kyun Hai Ruthate

Taare Kyun Hai Tutate

Baadalon Mein Bijali Hai Kyun
Male : Socha Hai, Yeh Tumne Kya Kabhi

Socha Hai, Ki Hai Yeh Kya Sabhi

Socha Hai, Socha Nahi Toh Socho Abhi
Male : Sannata Sunayi Nahi Deta,

Aur Hawaaye Dikhaayi Nahi Deti

Socha Hai Kya Kabhi,

Hota Hai Yeh Kyun
Male : Aasmaan Hai Nila Kyun,

Paani Gila Gila Kyun

Gol Kyon Hai Jameen

Silk Mein Hai Narmi Kyun,

Aag Mein Hai Garmi Kyun

Do Aur Do Paanch Kyun Nahi

Ped Ho Gaye Kam Kyun,

Tin Hai Yeh Mausam Kyun

Chaand Do Kyun Nahi

Duniya Mein Hai Jung Kyun,

Behata Laal Rang Kyun

Sarhadein Hai Kyun Har Kahin
Male : (Socha Hai, Yeh Tumne Kya Kabhi

Socha Hai, Ki Hai Yeh Kya Sabhi

Socha Hai, Socha Nahi Toh Socho Abhi) – (2)