Rockstar – Kun Faya Kun Song Lyrics

Kun Faya Kun Lyrics & Video Song from Rockstar. Kun Fayakun is Sufi / Qawwali sung by AR Rahman, Javed Ali and Ranbir’s part is sung by Mohit Chauhan. It’s a great song, gives you peace and connects you to God. Very well sung all three singers and Brilliant work by Ranbir Kapoor as well.


Ya Nizamuddin Auliya
Ya Nizamuddin Sarkar
Kadam badha le
Haddon ko mita le
Aaja khalipan mein pee ka ghar tera
Tere bin khali aaja khalipan mein
Tere bin khali aaja khalipan mein
Ooo…Rangreza Rangreza
Rangreza aa…..
Ho o … Rangreza RangrezaKun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakunJab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi thaWoh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya
Maula wahi wahi maaya
Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya
Maula wahi wahi maayaKun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeemRangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann
Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mannSajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Qatra mila jo tere darr barse
O Maulaa…
Maulaa… aa…Kun fayakun Kun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun
Fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Aaa
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakunJab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi thaKun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeemSadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem
SalAllah hu alayhi wasallam
SalAllah hu alayhi wasallamHo mujh pe karam sarkar tera
Araj tujhe kar de mujhe
Mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho deedar mera
Kar de mujhe mujh se hi riha
Mujh se hi rihaaa…Mann ke mere ye bharam
Kachche mere ye karam
Leke chale hain kahaan main to jaanu hi naTu hai mujh mein samaaya kahaan leke mujhe aaya
Main hoon tujh mein samaaya
Tere peechhe chala aaya
Tera hi main ik saaya
Tune mujhko banaya
Main tto jag ko naa bhaya
Tune gale se lagaya
Haq tu hi hai khudaya
Sach tu hi hai khudaya
Aaa…Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakunJab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi thaKun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeemSadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem
SalAllah hu alayhi wasallam


Singer: Mohit Chauhan, Javed Ali, AR Rahman

Lyricist: Irshad Kamil

Music: AR Rahman