Saare Jahaan Se Mehnga – Lag Gayi Song Lyrics

Saare Jahaan Se Mehnga is a 2013 film dealing with the main issue every common Indian is facing today – inflation. It is set in a city of north India and is concerned with a lower middle- class family struggling to cope with the rising prices of goods and commodities. Adding to their worries is an unemployed member busy in playing with his cell phone and dreaming about girls.

Album: Saare Jahaan Se Mehnga

Song: Lag Gayi


Lyrics

(Income to saali baanjh hui
Mehangai ke paanv hain bhaari
Arre roz jane yeh price naye
Har roz badhe lachari) – 2
Dushman bhi na maare
Na maare na maare na maare
Isne dhar ke aisi maari
Lag gai lag gai janta ki lag gai
Lag gai lag gai hamri to lag gai

(Left se lag gai right se lag gai
Center se lag gai) – 2
Pizza or burger kar apne
Sapne jaise ho gaye daal mein reh gaya paani
Daane saare kho gaye pyaaj ke chhilke chhodo
Daam se manas ro gaye pyaaj ke chhilke chhodo
Daam se manas ro gaye

Ho pizza or burger kar apne sapne jaise ho gaye
Daal mein reh gaya paani daane saare kho gaye
Pyaaj ke chhilke chhodo daam se manas ro gaye – 2
Arre shaadi ke kharchon ne kar diye
Paida kai brahmachari to bolo to bolo sab bolo
(Left se lag gai right se lag gai
Center se lag gai) – 2

Netaon ke pet ho gaye swiss bank se mote re
Black money ne thama diye hain
Haath mein thaali lote re
Ek baar thappa jo lag gaya
Paach saal hain sote re
Ek baar thappa jo lag gaya
Paach saal hain sote re
Khatmal banke khoon chooste
Planet har sarkaari
To bolo to bolo sab bolo
(Left se lag gai
Right se lag gai center se lag gai) – 2
One two three four

(Left se lag gai right se lag gai
Center se lag gai) – 4
Apni to lag gai – 4