Saathi – 1991 – Hui Aankh Nam Song Lyrics

Saathi is a 1991 film directed by Mahesh Bhatt and written by Robin Bhatt. It is still remembered as Aditya Pancholi’s best film until date for his power-packed performance. The film also has Mohsin Khan, Pakistan’s former cricketer and Reena Roy’s husband in a lead role. It is a beautiful narration of friendship, love, greed and crime excellently backed by Nadeem-Shravan’s music.

Album: Saathi – 1991

Song: Hui Aankh Nam


Lyrics

Huyi aankh num aur ye dil muskuraaya – 2
To saathi koi bhula yaad aaya ha aaya saathi koi bhula yaad aaya
Mohabbat ka jab bhi kahi jikrr aaya – 2
To saathi koi bhula yaad aaya ha aaya saathi koi bhula yaad aaya

Kya yahi pyaar karane ka anjaam hain
Dil lagaane ka ye kaisa inaam hain – 2
Hansi isako di usine rulaaya – 2
To saathi koi bhula yaad aaya ha aaya saathi koi bhula yaad aaya

Is tarah rasme ulfat ada kijiyein
Dil kisika na toote duwa kijiyein – 2
Kabhi reth par ghar kisine banaaya – 2
To saathi koi bhula yaad aaya ha aaya saathi koi bhula yaad aaya

Rooth jaatein hain banke mukkadar yahaan
Chhoot jaatein hain haantho se saagar yahaan – 2
Kabhi sard shabanam ne koi ghar jalaayaan – 2
To saathi koi bhula yaad aaya ha aaya saathi koi bhula yaad aaya
Huyi aankh num aur ye dil muskuraaya – 2
To saathi koi bhula yaad aaya ha aaya saathi koi bhula yaad aaya – 2