Saathi – Yeh Kaun Aaya Roshan Ho Gayee Mahafil Song Lyrics

Saathi is a 1968 film romantic film starring Rajendra Kumar, Vyjayanthimala, and Simi Garewal in lead roles. Naushad composed the lyrics by Majrooh Sultanpuri and Shakeel Badayuni in the film. An abroad-returned doctor falls in love with a nurse while treating her mother suffering from cancer. He marries the nurse, but soon loses her in a train accident. He then marries his mentor’s daughter but is unable to remove his first wife out of his mind. This results into confrontation that leads him to lose his vision.

Album: Saathi

Song: Yeh Kaun Aaya Roshan Ho Gayee Mahafil


Lyrics

Yeh kaun aaya roshan ho gayee mahafil kis ke naam se
Mere ghar me jaise suraj nikala hain shaam se

Yaade hain kuchh aayee see, ya kirne laharaayee see
Dil me soye gito ne lee hain phir angadaayee see
Armaano kee madira chhalakee, aakhiyo ke jaam se

Aahat pe halakee halakee, chhatee dhadake paayal kee
Har goree se naa musaka, yeh lahare puchhe aachal kee
Chhupake chhupake radha koyee puchhe apane shaam se

Kya kahiye iss aane ko, aaya hain tarsane ko
Dekha usane has has ke, har apane begaane ko
Lekin kitna beparwa hai, mere hee salaam se