Saaz Aur Awaaz – Naa Phulo Kee Duniya Song Lyrics

Saaz Aur Awaaz is a simple love story typical to the 1960s style. It is directed by Subodh Mukherji and released in 1966. It starred Joy Mukherjee and Saira Banu in main roles. The plog is about a young man is searching for his love in a village. He is helped by a village girl, and finally finds his lover living in a mansion. However, before he propose to her, there is a prince, who wants the girl for himself.

Album: Saaz Aur Awaaz

Song: Naa Phulo Kee Duniya


Lyrics

Aa aa aa……..

Naa phulo kee duniya, naa taaro kee duniya
Yeh hai bas khayaale bahaaro kee duniya

Yaha mast najaare behakane ko tarse
Umango bhare dil dhadakane ko tarse
Yeh hai pyaar ke besahaaro kee duniya

Yaha gham hai laakho, masarrat nahee hai
Tadapane kee lekin ijaajat nahee hai
Yeh hai ishk ke bekaraaro kee duniya

Naa phulo kee duniya, naa taaro kee duniya
Yeh hai bas khayaale bahaaro kee duniya

Aa aa aa…….

Paayaliya baawaree baaje, paayaliya moree jhanan jhanan
Jhan jhananan baje aa aa
Payaliya baawaree baaje……

Aa aa aa…….

Aaj sakhee more pee ghar aaye, aa aa aa…..
Aaj sakhee more pee ghar aaye, dekh dekh chhab jiyara jaaye
Baar baar mora mann lehraaye, paayaliya baawaree baaje…

Saat suro ke dip jalaake, aa aa aa…..
Saat suro ke dip jalaake
Prem bin kee dhun par gaake, aaj naachu mai piya ko paake
Paayaliya baawaree baaje……

Aa aa aa……..