Sab Kushal Mangal – Ishq Ne Mara Re Song Lyrics

Singers : Harshit Saxena, Swaroop Khan and Bhoomi Trivedi
Music by : Harshit Saxena
Male : Udd gaye toote..

Are udd gaye toote..
Male : Taa thaiya taa thaiya

Ishq ne chahe thaiya

Taa thaiya taa thaiya

Ishq ne chahe taa thaiyaa..
Male : Ud gaye ud gaye ud gaye totte

Ud gaye totte re..

Ud gaye ud gaye ud gaye totte

Ud gaye totte re..
Male : Raat ko suraj chamke

Aur din mein dikhta tara re

Raat ko suraj chamke

Chamke chamke

Aur din mein dikhta tara re
Male : Kya se kya hum ho gaye re baba-baba

Kya se kya hum ho gaye re baba-baba

Humkoo.. ishq ne mara re mara mara re

Ishq ne mara re mara mara re

Ishq ne mara re mara mara re

Ishq ne mara re…

Ou mara re
Male : Taa thaiya taa thaiya

Ishq ne chahe thaiya

Taa thaiya taa thaiya

Ishq ne chahe taa thaiyaa
Male : Baahubali waar kiya

Jeena dushwar kiya

Tere mere raaste mein

Khadi diwaar kiya

Hai naa hai naa…
Male : Prem ke thane mein maine

Dil ka Fir kiya

Tune mujhe pyar kiya

Maine tujhe pyar kiya

Hai naa hai naa
Female : Ishq mein seedhi raahein lage tirchi
Male : Gud chakhe toh lage kyun mirchi

Ishq mein ban jaata

Besura bhi gawaiya

Taa thaiya taa thaiya

Ishq ne chahe taa thaiyaa..
Male : Naya naya look liya

Hair cutt karwaaya

Suit boot pehan ke

Chashma laga ke aaya

Hai na hai naa…
Male : Lassi wassi chodh di

Black coffee peene laga

Mujhpe toh raat din

Tera hi fever chaya

Hai na hai naa..
Male : Ho badshah bhi lage hai naukar

Ishq sabko bana de jo jo jo joker
Male : Haan ishq mein betala

Bhi ban jata nachaiya

Taa thaiya taa thaiya

Ishq nachaye

Re taa thaiya taa thaiya taa.

Re taa thaiya taa thaiya

Taa thaiya taa thaiya
Male : Taa thaiya taa thaiya

Ishq ne chahe thaiya

Taa thaiya taa thaiya

Ishq ne chahe taa thaiyaa..