Sadda Adda – Sarphira Hai Song Lyrics

This Bollywood movie was released in the year 2012 and was a comic flick directed by Mr Muazzam Beg who made his debut. The production for the film is handled by Mr Rajeev Agarwal along with Tarun Agarwal under Rajtaru Studios Ltd banner. The film tells the story of 6 bachelors who live together and how they adjust in spite of coming from diverse backgrounds. The star cast for the film is inclusive of Shaurya Chauhan, Karanvir Sharma, Kahkkashan Aryan, Bhaumik Sampat, Rohit Arora, Rohit Robert, Kunal Panth, Maryam Zakaria and Parimal Aloknath in pivotal roles. The music composition for the film is done by Ramji Gulati, Band Of Boys and Shamir Tandon.

Album: Sadda Adda

Song: Sarphira Hai


Lyrics

Dil ke dil mein kya chhupa hai
Ye toh bas dil ko pata hai ho oo
Dil ke dil mein kya chhupa hai
Ye toh bas dil ko pata hai
Dhadkano pe kiska pehra
Kaun kab kyun dil mein ttehra aa
Dil ke dil mein kya chhupa hai
Ye toh bas dil ko pata hai
Kya azab es dil ki ada hai
(Sarphira hai sarphira hai
Dil toh kuch kuch sarphira hai) – 2

(Khwahison se ankh micholi khelta hai dil hamesha
Kasmkash ki bandhishein bhi jhelta hai dil hamesha ) – 2
Chehre pe ishtihar laga kar ghoomta hai
Hashraton ki numaish karke jhoomta hai
Sarphira hai sarphira hai dil toh kuch kuch sarphira hai – 2

(Yeh samajh na paya koi karta hai dil kyon nadani
Dil ke lakhon hisse hain aur dil ki lakhon hain kahani) – 2
Yeh dil jo atka toh atak hi jata hai
Tadapta hai toh khamosh rehta hai
Sarphira hai sarphira hai dil toh kuch kuch sarphira hai – 2
Sarphira hai sarphira hai