Sahib Bibi Aur Ghulam – Bhanwara Baa Nadan Haay Song Lyrics

Sahib Bibi Aur Ghulam is all-time classic movie directed by Abrar Alvi and produced by Guru Dutt. The film was released in 1962 and is picturised based on a novel that was published with the same name. The film exudes a sympathetic feeling towards the main character who is desperately trying to get her husband out of the habit of drinking. In order to keep him at home and by her side, she even starts providing company to him by drinking herself. Meena Kumari won Filmfare Best Actress Award. Her role is considered the best ever on the Indian celluloid by any actresses till date.

Album: Sahib Bibi Aur Ghulam

Song: Bhanwara Baa Nadan Haay


Lyrics

Bhanwara baa nadan haay, bagiya kaa mehumaan haay
Phir bhee jaane naa, jaane naa, jaane naa
Kaliya kee muskaan haay

Kabhee udd jaaye kabhee mandalaaye, bhed jiya ke khole naa
Saamane aaye naina milaaye, mukh dekhe kuchh bole naa

Aakhiyo me rach ke chale bach bach ke, jaise ho koyee begaana
Rahe sang dil ke mile nahee mil ke, ban ke rahe woh anjaana

Koyee jab roke koyee jab toke, gungun karata bhaage re
Naa kuchh puchhe naa kuchh buje, kaisa anaadee laage re