Saiyaan – Woh Raat Din Woh Shyaam Kee Song Lyrics

Saiyan is a 1951 film directed by M. Sadiq and written by Azim Bazidpuri. It is a story of an orphaned girl given shelter by a respected family. The girl is so attractive that the two sons of the family tries to woo her. The younger one, who is headstrong and impulsive by nature, creates such a drama that it eventually leads to ruining of the family. Madhubala, Ajit, Sajjan, Leela Chitnis, and Raj Mehra were the main leads.

Album: Saiyaan

Song: Woh Raat Din Woh Shyaam Kee


Lyrics

Woh raat din woh shyaam kee gujaree huyee kahaaniya – (2)
Jo tere ghar me chhod dee pyaar kee sab nishaaniya
Woh raat din…..

Sabro karaar chhin gaya, ghar tha so woh bhee lut gaya – (2)
Yaad rahengee umrr bhar aap kee maharbaaniya
Woh raat din…..

Aaye bhee aur chale gaye din mere bahaar ke – (2)
Abb hai kija kee god me rotee huyee javaaniya
Woh raat din…..