Samrat and Co – Sawaalon Mein Song Lyrics

The daughter of an extremely rich father, Dimpy Singh approaches detective Samrat Tilakdhari when certain unexplainable events starts taking place at her estate. The Singh estate’s garden got ruined and also their horse dies a mysterious death. With the sudden death of the head of the estate, Mahendra Pratap Singh, Samrat is the only hope left to find an answer to the overlapped mysteries. ‘Samrat & Co.’ is the first movie of 2014 belonging to the detective genre.

Album: Samrat and Co

Song: Sawaalon Mein


Lyrics

Sawalon mein ye kaisi zindagi gumaan hai gumaan
Nazar yeh kisko dhoondti dhuaan hai dhuaan
Hai kayi sargoshiyaan kyun jalti hai tanhaaiyaan
Sawalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan

(Uljhi ye na suljhi aur uljhi daastaan hai
Jisski na ho manzil ek aisa raasta hai) -2
Hai kayi sargoshiyaan
Kyun jalti hai tanhaaiyaan
Sawaalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan

Kyun har nazar mein, ik ajab si tishnagi hai
Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Kyun har nazar mein, ik ajab si tishnagi hai
Har shay kyun achanak lag rahi ajnabi hai
Hai kayi sargoshiyaan
Kyun jalti hai tanhaaiyaan
Sawaalon mein ye kaisi zindagi
Gumaan hai gumaan
Nazar yeh kisko dhoondti
Dhuaan hai dhuaan