Sanam (1997) – Aankhon Mein Nindein Na Dil Mein Karaar Song Lyrics

Sanam is a movie based on a middle-class family that often pays more heed to their elder son and ignore the younger one. In a jest to prove that he too deserves the admiration showered on the elder son, Sanjay Dutt, Vivek Mushran (the younger one) joins the Indian army. The film was out in 1997 and had Manisha Koirala as the heroine.

Album: Sanam (1997)

Song: Aankhon Mein Nindein Na Dil Mein Karaar


Lyrics

Aankhon mein nindein na dil mein karaar – (2)
Mohabbat bhi kya cheej hoti hai yaar – (2)
Kabhi bekhudi toh kabhi intjaar – (2)
Mohabbat bhi kya cheej hoti hai yaar – (2)

(Dard uthe pyaas jage yaad sataaye
Koyi sada shaamon sehar paas bulaaye) – (2)
Raat dhale dhup khilein aaye sawera
Chaahaton ke aashiyaan mein dil ka basera
Bekaraari hai jaane kyun sanam
Aankh hai khuli nind mein hai hum
Har ghadi hai dil pe kaisa yeh khumaar
Aankhon mein nindein na dil mein karaar – (2)
Mohabbat bhi kya cheej hoti hai yaar – (2)

(Main toh tujhe ek bhi pal bhul na paau
Jaane wafa paas tere daud ke aau) – (2)
Tu jo kahe rasme sabhi tod du sanam
Tere liye dono jahaan chhod du sanam
Raat na kate na kate yeh din
Kaise kategi umrr tere bin
Pyaar jindagi mein hota hai ek baar
Aankhon mein nindein na dil mein karaar – (2)
Mohabbat bhi kya cheej hoti hai yaar – (2)
Kabhi bekhudi toh kabhi intjaar – (2)
Mohabbat bhi kya cheej hoti hai yaar – (2)