Sanam (1997) – Tere Bin Nai Jeena Song Lyrics

Sanam is a movie based on a middle-class family that often pays more heed to their elder son and ignore the younger one. In a jest to prove that he too deserves the admiration showered on the elder son, Sanjay Dutt, Vivek Mushran (the younger one) joins the Indian army. The film was out in 1997 and had Manisha Koirala as the heroine.

Album: Sanam (1997)

Song: Tere Bin Nai Jeena


Lyrics

(Dhak dhak dil kare ghabraau sajana
Jab jab tujhe dekhu sharmaau sajana) – (2)
Aise kaise bhala tujhase bataau sajana
Tere bin nai jeena – (3)
Dhak dhak dil kare ghabraau sajana
Jab jab tujhe dekhu sharmaau sajana
Aise kaise bhala tujhase bataau sajana
Tere bin nai jeena – (3)

(Tu rang rangila hai tu chhail chhabeela hai
Kabhi kuchh bole na bada sharmila hai) – (2)
Teri saansein mehkaau tere sapano mein aau
Tu jo ruthe toh main tujhako manaau sajana
Tere bin nai jeena – (3)

(Meri takdeer hai tu, haseen tasbeer hai tu
Khaab jo dekha hai usaki taabir hai tu) – (2)
Teri nindein main churaau tera hosh main udaau
Teri soyi dhadkan ko jagaau sajana
Tere bin nai jeena – (3)

(Dhak dhak dil kare ghabraau sajana
Jab jab tujhe dekhu sharmaau sajana) – (2)
Aise kaise bhala tujhase bataau sajana
Tere bin nai jeena – (3)