Sarbjit – Meherbaan Song Lyrics

Singers : Sukhwinder Singh, Shail Hada and Munnawar Masoom
Music by : Shail-Pritesh
Male : Sar se sajda to sab karte hai hum dil ko jhuka kar jayenge

Rutha mukkadar tere hi dar se aaj manakar jayenge
Male : Hum jo aaye bulaya hai tune tera shukriya

To phir karde khatam ye jo sarhad hai humare darmiya
Chorus : Meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan

Meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan

Male : Aaj ye thaani hai ha ji ha maine aaj ye thaani hai

Ho tere dar pe baha du aankh me jitna mere pani hai
Male : Gamkhar tujhsa nahi hai dekh li karke nadaniya

Barso ke qaid lamho me tu panaah to hai azaadiya

Meri fitrate hai gunaah karna teri aadat hai maaf karna
Chorus : Meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan

Meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan

Meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan
Male : Ik anumaan sa chala hai mujhme teri khushbu me mehka hu main

Sargoshiya si mujhme guyi hai parindo ki tarah ye gau main
Male : Sab aar paar dikhne laga hai main ban gaya tera aayina

Khud ka hi khud se yu ho gaya hai har mod pe saamna

Tere karam se mile sanam se

Khushiya kadmon thale pichhi padi hai