Sarhadein (2011) – Saari Hairat Hai Meri Song Lyrics

Saari Hairat Hai Meri Lyrics from Sarhadein: This ghazal sung by Sonu Nigam is from Lata Mangeshkar’s album Sarhadein


Saari hairat hai meri, Saari ada uski hai
Saari hairat hai meri, Saari ada uski hai
Saari hairat hai meri, Saari ada uski hai Begunahi hai meri, begunahi hai meri
Aur Sazaa uski hai
Saari hairat hai meri, Saari ada uski hai Meri alfaaz mein jo rang hai, woh uska hai
Meri alfaaz mein jo rang hai, woh uska hai
Mere ehsaas mein jo hai, woh fiza uski hai
Mere ehsaas mein jo hai, woh fiza uski hai Sher mere hain, magar unn me mohabbat uski
Sher mere hain, magar unn me mohabbat uski
Phool mere hai, magar baad-e-saba uski hai
Phool mere hai, magar baad-e-saba uski hai Ek mohabbat ki ye tasveer hai, do rango mein
Ek mohabbat ki ye tasveer hai, do rango mein
Shauq sab mera hai, aur saari haya uski hai
Shauq sab mera hai, aur saari haya uski hai Begunahi hai meri, begunahi hai meri
Aur Sazaa uski hai
Saari hairat hai meri, Saari ada uski hai


Singer: Sonu Nigam

Lyricist: Javed Akhtar

Music: Mayuresh Pai