Second Hand Husband – Channa Song Lyrics

Channa Lyrics from Second Hand Husband: starring Gippy Grewal and Tina Ahuja, The song is sung by Sunidhi Chauhan and composed by Jatinder Shah with lyrics penned by Kumaar.


Mere bin rehne laga hai
Teri kahaan pe lag gayi yaari
Mere bin rehne laga hai
Teri kahaan pe lag gayi yaari
Tu kuch na mujhe bataaye
Main pooch pooch ke haari
Channa kahaan guzaari
Ve channa kahaan guzaari tune raat oye
Main thi taaron ke saath oyeChanna kahaan guzaari tune raat oye
Main thi taaron ke saath oye
Channa kahaan guzaari.. channa
Raat oye main…Tere liye sajti sanwarti hoon
Singaar sau sau karti hoon
Oh.. tere liye sajti sanwarti hoon
Singaar sau sau karti hoon
Dil mein armaan leke tu ek nazar naa dekhe
Tu ek nazar na dekhe
Saj-dhaj ke kisey milne ki
karta hai roz taiyariTu kuch na mujhe bataaye
Main pooch pooch ke haati
Channa kahaan guzaari.. channaAkhiyaan kuch teri chhupaati hai
Haaye jaan meri le jaati hai
Akhiyaan kuch teri chhupaati hai
Haaye jaan meri le jaati hai
Rang dhang badle tere
Tu bas mein nahi hai mere
Tu bas mein nahi hai mere
Kuch bhi main samajh naa paayi
Tarqeebein lagaa li saariTu kuch na mujhe bataaye
Main pooch pooch ke haari
Channa kahaan guzaari..
Ve Channa kahaan guzaari tune raat oye
Main thi taaron ke saath oye
Channa kahaan guzaari.. oye..
Oye…


Singer: Sunidhi Chauhan

Lyricist: Kumaar

Music: Jatinder Shah