Shreya Ghoshal – Sunn Raha Hai – Rozana Song Lyrics

Sunn Raha Hai Rozana Lyrics by Shreya Ghoshal: A new mashup in T-Series Mixtape series by Shreya Ghoshal. The mashup includes Ankit Tiwari’s Sunn Raha Hai from Aashiqui 2 and Shreya’s Rozana from Naam Shabana.


Rozana…Manzilein ruswa hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye
Itni si iltejaa
Ye meri zamanat hai
Tu meri amaanat haiHawaon ki tarah
Mujhe chhu ke tu guzar
Rozana, rozana..Tere hathon ki taraf
Mere hathon ka safar
Rozana, rozana..Yaara…Waqt bhi thehara hai
Kaise kyun ye huaa
Kaash tu aise aaye
Jaise koi duaaRozana main sochun yehi
Ke jee lungi main be-saans bhi
Aise hi tu mujhe milta rahe agar
Rozana, rozanaTere hathon ki taraf
Mere hathon ka safar
Rozana, rozana..(Sunn raha hai na tu)
Yaaraa
(Ro rahi hu main)
Yaaraa
(Sunn raha hai na tu)
Rozaana…Yaara… yaara…Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaaheinSunn raha hai na tu


Singer: Shreya Ghoshal

Lyricist: Sandeep Nath

Music: Abhijit Vaghani