Shuddh Desi Romance – Gulabi Song Lyrics

Gulabi Lyrics from Shuddh Desi Romance: The song is sung by husband-wife duo Jigar Saraiya and Priya Panchal. The song is composed by Sachin-Jigar with lyrics penned by Jaideep Sahni.


Shaam gulabi, sehar gulabi
Pehar gulabi hai gulabi ye shehar (x2)Main bhi gulabi
Tu hai gulabi
Din bhi gulabi hai gulabi ye keharGulabi dori hai
Bandhi ye chori hai
Naa jora-jori naa seena zori hai
Gulabi dori hai
Bandhi ye chori hai
Naa roka-toki hai na seena zori hai reRang bhi gulabi
Ye naav bhi gulabi
Dariya me jo main bahun gulabi
Kahun bhi gulabi
Main sahun bhi gulabi
Lagta hai main rahun gulabi reJaane re jaane mann jaane hai
Rang, rang gulabi hai preet roJaane re jaane sab jaane hai
Rang, Rang gulabi hai preet ro (x2)Gulabi dori hai
Bandhi ye chori hai
Naa jora-jori naa seena zori hai
Gulabi dori hai re
Bandhi ye chori hai re
Naa roka-toki hai naa seena zori hai reNain* gulabi chain gulabi
Dawa bhi gulabi hai gulabi hai asarNaav gulabi ye nain gulabi
Nain gulabi hai gulabi hai safarHaule gulabi hain tez gulabi
Karte shararat lab bhi gulabi reChoom le gulabi rangrezz gulabi
Haule le chal tez gulabi


Singer: Jigar Saraiya, Priya Saraiya

Lyricist: Jaideep Sahni

Music: Sachin-Jigar