Singham – Maula Maula Song Lyrics

Maula Maula Lyrics from Singham featuring Ajay Devgn, Kajal Aggarwal sung by Kunal Ganjawala, Richa Sharma, composed by Ajay-Atul and written by Swanand Kirkire.


Roshan hai yeh zameen, aasmaan sab ishq ke dum se
Dhalte hai din aur raat ishq ke hi dum se
Khushiyon ke beshumar behisaab se sikke khanke
Dil ki ab har muraad ishq ke hi dum se Tu hai mera khuda, ab na hona juda
Kar de qaram ke dil yeh chain payega
Maula maula re, shukr tera maula re
Rubaru hua hai mera yaar
Hooo.. maula maula re, shukr tera maula re
Rubaru hua hai mera yaar Ho.. sajde mein tere hi jhuk jaaun main sadaa
Teri hi baahon mein ho jaaun lapata
Chhayyan ho, dhoop ho rasta bhi ho naya
Humko ab kaisa dar sang jo hai tu chala Ho.. ab tere sare hi gham hai mere
Ab meri khushiyan teri hai sada Tu hai mera khuda, ab na hona juda
Kar de karam ke dil yeh chain paayega
Maula maula re, shukr tera maula re
Rubaru hua hai mera yaar Ho.. maula maula re, shuar tera maula re
Rubaru hua hai mera yaar Roshan hai yeh zameen aasmaan sab, ishq ke dum se
Dhalte hai din aur raat ishq ke hi dum se Ho khushiyon ke beshumaar behisaab se sikke khanke
Dil ki ab har muraad ishq ke hi dum se Ho tu hai mera khuda, ab na hona juda
Karde karam ke dil yeh chain paayega
Maula maula re, shukr tera maula re
Rubaru hua hai mera yaar
Hoo maula maula re, shukr tera maula re
Rubaru hua hai mera yaar


Singer: Kunal Ganjawala, Richa Sharma

Lyricist: Swanand Kirkire

Music: Ajay-Atul