Soorma – Ishq Di Baajiyaan Song Lyrics

Ishq Di Baajiyaan Lyrics – Soorma: This beautiful love song is from Shaad Ali’s Hindi biographical sports drama film “Soorma” starring Diljit Dosanjh in the role of Sandeep Singh. The song is sung by the actor – Diljit Dosanjh himself, beautifully composed by Shankar-Ehsaan-Loy and written by none other than legendary Gulzar.


Kabhi usey noor noor kehta hoon
Kabhi main hoor hoor kehta hoon Kabhi usey noor noor kehta hoon
Kabhi main hoor hoor kehta hoon
Ishq mein choor choor rehta hoon
Door naa jaa…
Naa jaa, aankhon aankhon mein hi rehna
Aankhon aankhon mein hi rehna
Aankhon aankhon mein hi rehna Ishq di baajiyaan
Jeetiyan na haariyaan
Jaan se lag gayin
Jaan ki yaariyan Gin ke dekh badan pe
Neel diye hain Ishq ne…
Pade jo haath pe chhaale
Chheel diye hain Ishq ne…
Ve main saare dukh sehna
Tainu nahi dassna O laggiyaan ishq di bajiyaan
Jeetiyan na haariyaan
Jaan se lag gayin
Jaan ki yaariyaan Kabhi usey noor noor kehta hoon
Kabhi main hoor hoor kehta hoon
Ishq mein choor choor rehta hoon
Door naa jaa…
Door naa jaa… Kabhi usey noor noor kehta hoon
Kabhi main hoor hoor kehta hoon
Ishq mein choor choor rehta hoon
Door naa jaa…
Na ja aankhon aankhon mein hi rehna
Aankhon aankhon mein hi rehna Aankhon aankhon mein hi rehna
Aankhon aankhon mein hi… Tere bin, bin tere sufiyon ke dere
Dekh maine kitne lagaaye phere adiye
Ho chhod ke bhi jaana ho toh
Hari bhari bairi tale
Challa chhad jaayin ni kudiye (x2) Yaad aa jaaye toh tera naam leke
Jhoom loon…
Shaam aa jaaye toh uth ke chaand ka maatha
Choom loon…
Ve main saare dukh sehna
Tainu nahi dassna O laggiyan ishq di bajiyaan
Jeetiyan na haariyan
Jaan se lag gayin
Jaan ki yaariyan Kabhi usey noor noor kehta hoon
Kabhi main hoor hoor kehta hoon
Ishq mein choor choor rehta hoon
Door naa jaa…
Door naa jaa… Kabhi usey noor noor kehta hoon
Kabhi main hoor hoor kehta hoon
Ishq mein choor choor rehta hoon
Door naa jaa…
Na ja aankhon aankhon mein hi rehna
Aankhon aankhon mein hi rehna
Aankhon aankhon mein hi rehna


Singer: Shankar Mahadevan

Lyricist: Gulzar

Music: Shankar-Ehsaan-Loy