Souten : The Other Woman – Barsaat Hai Song Lyrics

Singers : Alka Yagnik and Udit Narayan
Music by : Anand-Milind
Female : Barsaat hain lagne laga hain darr

Kuchh ho raha idhar kuchh udhar

Khidkiyaan band kar lo
Male : Iss raat se lagne laga hain darr

Kuchh ho raha idhar kuchh udhar

Khidkiyaan band kar lo
Female : Nazar aa raha hain kaisa yeh manzar

Hai toofan baahar hain toofan andar

Nazar aa raha hain kaisa yeh manzar

Hai toofan baahar hain toofan andar
Male : Dilon mein yeh kaisi kasak uth rahi hain

Koi aag jalke nahin bujh rahi hain

Koi aag jalke nahin bujh rahi hain
Female : Iss aag se lagne laga hain darr

Kuchh ho raha idhar kuchh udhar

Khidkiyaan band kar lo
Male : Saari umar ham pyaase hi tarse

Tamanna hain ab yeh ghata aur barse

Saari umar ham pyaase hi tarse

Tamanna hain ab yeh ghata aur barse
Female : Ghatao se keh do kahi aur jaayen

Yeh baarish ki boonde hamein na satayen

Yeh baarish ki boonde hamein na satayen
Male : Kya baat hain lagne laga hain darr

Kuchh ho raha idhar kuchh udhar

Khidkiyaan band kar lo
Female : Barsaat hain lagne laga hain darr

Kuchh ho raha idhar kuchh udhar

Khidkiyaan band kar lo

Male : Khidkiyaan band kar lo….
Female : Khidkiyaan band kar lo….

Male : Khidkiyaan band kar lo….