SP Chauhan – Marham Song Lyrics

Marham Lyrics from SP Chauhan The song is sung by Sonu Nigam & Shreya Ghoshal, composed by Vibhas with lyrics written by Abhendra Kumar Upadhyay.


Woh jo kabhi sardiyon mein dhoop si thi
Garmiyon mein chaanv si
Maujeedgi teri kaha gayi
Woh patjhad ke mausamon mein
Ikk haryali jo layi thi
Woh baarishein kaha chali gayiAb aankhen meri tujhe dhoondha kare
Tu mile na agar toh yeh roya kareFaasley yeh kam karoon main kisi tarah
Dard mein marham banu main kisi tarah
Faasley yeh kam karoon main kisi tarah
Dard mein marham banu main kisi tarahMere maathe pe silvatein jo hain
Aake inhe mita do na
Aansu mere bhatakte phirte hain
Aake inhe panah do naKuch kami si hai kuch nami si hai
Aansuon se bhara hoon main
Band teri aankhein jabse hai
Saansein roke khada hoon main
Saansein roke khada hoon mainDard mein marham banu main kisi tarah
Dard mein marham banu main kisi tarah


Singer: Sonu Nigam

Lyricist: Abhendra Kumar Upadhyay

Music: Vibhas