Sufiana – Khuda Wahi Hai Song Lyrics
Khuda Wahi Hai Lyrics from Sufiana: The song is sung by Kavita Seth,.
Badal raha hai jo shab sahar mein
Khuda wahi hai khuda wahi hai
hai jiska jalwa nazar-nazar mein
khuda wahi hai, khuda wahi hai
Jo Dil ki dhadkan bana hua hai
Jo kaano mein ras gholta hai
Jo Dil ki dhadkan bana hua hai
Jo kaano mein ras gholta haiJo jaano dil hai aur jigar hai
khuda wahi hai, khuda wahi hai
khuda wahi hai, khuda wahi haiJo phool khushboo gulab mein hai
zameen falak aaftab mein hai
hai jiski rangat shajar shajar mein
khuda wahi hai khuda wahi hai
Singer: Kavita Seth
Lyricist: Language
Hindi
Music: Label
Times