Sultan – Jag Ghoomeya Female Song Lyrics

Singer : Neha Bhasin
Music by : Vishal–Shekhar
Female : Na woh akhiyan roohani kahi

Na woh chehra noorani kahi

Kahi dil wali baatein bhi na

Na woh sajri jawani kahi
Female : Jag ghumiya thare jaisa na koi

Jag ghumiya thare jaisa na koi
Female : Na toh hasna rumani kahi

Na toh khusbu suhani kahi

Na toh rangli adaye dekhi

Na toh pyaari si nadani kahi

Jaisa tu hai waisa rehna
Female : {Jag ghoomeya thaare jaisa na koi

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi} (2)
Female : Barishon ke mausam ki

Bheegi haryali tu

Sardiyon mein gaalon pe

Jo aati mere laali tu
Female : Raaton ka sukoon..

Raaton ka sukoon bhi hai

Subah ki azaan hai

Chahaton ki chaadaron mein

Kare rakhwali tu
Female : Kabhi haq saare rakhta hai

Kabhi samjhe begani kahi

Tu toh jaanta hai marke bhi

Mujhe aati hai nibhani kahi

Wo karna jo hai kehna
Female : Jag ghoomeya thare jaisa na koi

Jag ghoomeya thare jaisa na koi
Female : Apne naseebon mein ya

Honsle ki baaton mein

Sukhon aur dukhon wali

Saari saugaton mein
Female : Sang tujhe rakhna hai

Sang tujhe rakhna hai

Tere sang rehna

Meri duniya mein bhi

Mere jazbaton mein
Female : Teri milti nishani kahi

Jo hai sab ko dikhani kahi

Main toh jaanti hai marke bhi

Tujhe aati hai nibhani kahi

Wo hi karna hai jo hai kehna
Female : {Jag ghumiya thaare jaisa na koi

Jag ghumiya thaare jaisa na koi} (2)