Tanu Weds Manu : Returns – Ho Gaya Hai Pyar Song Lyrics

Singer : Dev Negi
Music by : Krsna Solo
Male : Ho gaya hai pyar tumse

Tumhi se ek baar phir se

Bolo ab kya karein

Bolo kya karein
Male : Ho gaya hai pyar tumse

Tumhi se ek baar phir se

Bolo ab kya karein

Bolo kya karein
Male : Pichle mausam se

Dhoop ke kuch qisse

Dil jaa ke le aaye

Aur humko sunaaye
Male : Beeti unn raaton mein

Jaa jaake jaage

Pehli dafaa jaise

Tum pe phir se jaam re
Male : Ho gaya hai pyar tumse

Tumhi se ek baar phir se

Bolo ab kya karein

Bolo kya karein
Male : Ho ho.. haa ha..

Bolo kya karein

Naseehatein na maani

Apne bune kahaani

Mashvare na maane

Kya kya kare bahaane
Male : Dil rui ka resha

Tu hawaa jaisa

Teri taraf hi udey

Pehli dafaa jaise

Tum pe phir se jaam re
Male : Ho gaya hai pyar tumse

Tumhi se ek baar phir se

Bolo ab kya karein

Bolo kya karein
Male : Ho gaya hai pyar tumse

Tumhi se ek baar phir se

Bolo ab kya karein

Bolo kya karein