Teen Deviyan – Uff Kitni Thandi Hai Yeh Rut Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 1965 and was directed by Mr Amarjeet. The star cast for the film is inclusive of Dev Anand, Nanda, Simi Garewal, Kalpana and I.S Johar in pivotal roles. The film depicts the story of one poet played by Dev Anand who finds love in three women. The music composition of the film is done by Mr Sachin Dev Burman.

Album: Teen Deviyan

Song: Uff Kitni Thandi Hai Yeh Rut


Lyrics

La : ( uuf kitni thandi hai yeh rut
Ki : sulage hai tanhai meri
San san san jalta hai badan
La : kaanpe hai angadaai meri ) -2

La : tumpe bhi hai bhaari
Wo hai kaun aaisi chingari
O tumpe bhi hai bhaari
Wo hai kaun aaisi chingari
Ki : hai koi in aankhon mein
Ek tum jaisi khwabon ki pari

La : uuf kitni thandi hai ye rut
Ki : sulage hai tanhai meri
San san san jalta hai badan
La : kaanpe hai angdaai meri

Ki : ye tanha mausam mehtaabi
Ye jalati-bujhti bekaabi
O ye tanha mausam mehtaabi
Ye jalati-bujhati bekaabi
La : mehalon mein tharrati hai
Ek betaabi armaan mein bhari

Uuf kitni thandi hai ye rut

Aaise hain dil pe kuch saaye
Dhadkan bhi jal ke jam jaaye
O aaise hain dil pe kuch saaye
Dhadkan bhi jal ke jam jaaye
Ki : kaanpo tum aur sulagein ham
Ye hai chaahat ki jaadoogari
Uuf

La : uuf kitani thandi hai ye rut
Ki : sulage hai tanahaai meri
San san san jalata hai badan
La : kaanpe hai angdaai meri