Teraa Surroor – Tere Bina Meri Song Lyrics

Album: Teraa Surroor

Song: Tere Bina Meri


Lyrics

Teri aaghoshmein khoya mein rahoon
Tujhe harr lamaha mehsoos mein karoon
Har pal ye tereen yaad sataave
Tere bina meri yeh safar na katein – 3

(Yaadomein tujhe basaake khwabomein tujhe chupaake
Dhadkan mein tera hi chehara neendomein tujhe samaake) – 2
Jaanuna mein jaau kahan ho meri jaane jahaan
Tere beena lagaati meri safar ye adhura
Deewana mujhe banaake jaao na tum yuhi rulaake
Paagal sa ho gayaa mein to teri hi yaad mein – 2

Soonona mere hum nawaab tumhi ho mere jaane wafaan
Tumhi si judi jindagi tumhi ho mere haar jahaan
Kese tujhe samjaaun kis kadar tujhe batau
Tum ho mere saasomein kaise tujhe mein boolau
(Har pal hi tera chehara nazar aaye har jahaan
Aao paas aao sanam yahi hain dil ki duaa) – 2
(Yaadomein tujhe basaake khwabomein tujhe chupaake
Dhadkan mein tera hi chehara neendomein tujhe samaake) – 2