Tere Ghar Ke Saamne – Dil Kaa Bhanwar Kare Pukaar Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 1963 and was a huge hit instantly. The direction for the film is done by Mr Vijay Anand and the production is handled by his brother Dev Anand who also acted in the film as the lead character opposite Nutan. The supporting characters included Om Prakash and Rajindernath. The music composition for the film is done by Sachin Dev Burman and the lyrics are penned by Mr Hasrat Jaipuri.

Album: Tere Ghar Ke Saamne

Song: Dil Kaa Bhanwar Kare Pukaar


Lyrics

Dil kaa bhanwar kare pukaar
Pyaar kaa rag suno, pyaar kaa rag suno re

Phul tum gulaab kaa, kya jawaab aapka
Jo ada hai woh bahaar hai
Aaj dil kee bekahee, aa gayee jubaan par
Baat yeh hai tumse pyaar hai
Dil tumhee ko diya re, pyaar kaa rag suno re…….

Chaahe tum mitana par naa tum girana, aansu kee tarah nigaah se
Pyaar kee unchaayee ishk kee gehraayee, puchh lo hamaaree aah se
Aasman chhu liya re, pyaar kaa rag suno re…….

Iss hasin par pe ham naa baithe haar ke, saaya banke saath ham chale
Aaj mere sung too jhume dil kee aaraju, tujhase meree aankh jab mile
Jaane kya kar diya re, pyaar kaa raag suno re……….