The Sky Is Pink – Nadaaniyaan Song Lyrics

Singers : Arjun Kanungo and Lisa Mishra
Music by : Pritam Chakraborty
Male : {Masoom hai… o meri masooma

Jaan le gayi teri ye masoomiyaan} (2)
Male : {Teri masoomiyon se hain meri hairaniyaan

Meri jaan gayi dekho teri nadaaniyaan

Tu jhalli lagti hai teri ye sari nadaniyan} (2)
Male : Nadaaniyaan ooo…

Nadaaniyaan ooo…

Nadaaniyaan
Male : Zara zara tu paagal hai

Teri baatein anokhi hain

Teri teri bholi si adaa

Teri aankhein saloni hain
Male : Ho…

Zara zara tu paagal hai

Teri baatein anokhi hain

Teri teri bholi si adaa

Teri aankhein saloni hain
Female : Main to teri intezari mein kunwari reh gayi

Saari mehndi vehndi haatho ki bechari reh gayi
Male : Tu jhalli lagti hai teri yeh saari nadaniyan

Teri masoomiyon se hain meri hairaniyan

Meri jaan gayi dekho teri nadaaniyaan

Tu jhalli lagti hai teri yeh saari nadaniyan
Male : Nadaaniyaan ooo…

Nadaaniyaan ooo…

Nadaaniyaan