The Xpose – Surroor Song Lyrics

Tera Suroor Lyrics from The Xpose: The song is sung by Himesh Reshammiya, Honey Singh & Shalmali Kholgade while lyrics of Tera Surroor are penned by Sameer.


Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaaya hai
Tera suroor dil pe chhaaya hai Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaya hai
Tera surroor dil pe chaaya hai Tere bina ab to kahin
Kat’ta nahi waqt intezar ka..
Tere mere iqraar ka
Lamha yahi to hai bas pyaar ka
Veeraniyon se mujhko nikala
Teri yaadon ne mujhko sambhala Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaaya hai
Tera surroor dil pe chhaaya hai Tera ta, tera ta tera suroor
I don’t know baby hai kiska kasoor
Aaja tu aaja meri baahon mein
Sir chadh gaya baby tera fitoor
Wo o o o… Jab se kiya tujhpe yaqeen
Meri wafaa ko sahara mil gaya
Sajne lage armaan mere
Dil ke falak ko sitaara mill gaya
Saaye se tere lipta rahoon main
Teri ragon mein ab to bahoon main Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khwaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaaya hai
Tera surur dil pe chhaaya hai


Singer: Himesh Reshammiya, Yo Yo Honey Singh, Shalmali Kholgade

Lyricist: Sameer Anjaan

Music: Himesh Reshammiya