Thugs Of Hindostan – Suraiyya Song Lyrics

Suraiyya Lyrics – The Thugs Of Hindostan item song is picturised on Katrina Kaif and Aamir Khan. It is sung by Vishal Dadlani and Shreya Ghoshal and composed by Ajay-Atul while Suraiya lyrics are written by Amitabh Bhattacharya.


Tu hai sautan mem ki
Pathshala prem ki
Hum angootha chhaap
Imtehaan legi kya (x2)Dhadkano ki chaal pe
Iss keharwa taal pe
Le chuki aalaap
Uspe taan legi kyaSuraiyya jaan legi kya?
Suraiyya jaan legi kya?Suraiya bas kar bas kar yaar
Suraiya jaan legi kya?Suraiya-jaan meri jaan
Meri jaan legi kya?
Suraiya jaaaan legi kya?Haaye ghar Suraiyya-jaan ke
Sar jhuka ke aaye ho
De chuki hai darsan
Ab parsaad degi kyaGhar Suraiyya-jaan ke
Sar jhuka ke aaye ho
De chuki hai darsan
Ab parsaad degi kyaSabka dil behla chuki
Thumriya bhi gaa chuki
Baandh ke ab saath mein
Aulaad degi kya?Suraiyya jaan degi kya?
Suraiyya jaan degi kya?Suraiyya bas kar bas kar yaar
Suraiyya jaan legi kya?
Suraiyya-jaan meri jaan
Meri jaan legi kya?Nahi toh jaan degi kya?Hoye meri nazron mein
Sab ek hai
Meri nazron mein sab ek hai
Kya General kya sipahiya
Sab ke dil mein khushfehmi hai
Wo hi hai mera saiyaan
Haan do pal ki gustaakhi toh
Hanste hanste deti hai
Mohabbat ka darja SuraiyyaArre arre arre
Kal ko upar jaana hai
Jaake muh dikhana hai
Thoda toh sudhar ja SuraiyaArre bas bhi kar Suraiyya
Rab se darr Suraiyya
Hai dil tera ya patthar SuraiyyaSaari jaydaat aur mehakmein
Likh diye hai inhone tere haq mai
Inn thago se inn thago se inn thago se
Ab tu Hindostan legi kya…?Suraiyya jaan legi… haan!


Singer: Vishal Dadlani, Shreya Ghoshal

Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Music: Ajay-Atul